کچھ راستے ایسے ہوتے ہیں جس میں پاؤںنہیں دل ٹھک جاتے ہیں
Kuchh Raste Aise hote hain jismein Paon Nahin
Dil thak Jaate Hain
کچھ لوگ زندگی میں ایسے ہوتے ہیں۔جن کی یبہت زیادا شَدِید کمی ہوتی ہے۔اور کچھ لوگ ایسے ہوتے ہیں جو کے بہت ہی زیادا خاص سمجھے جاتے ہیں
Kuchh log Jindagi Mein Aise hote hain jinki
bahut hi jyada shadeed Kumi hoti hai aur kuchh log Aise Hote Hain Jo ke bahut
hi jyada Khas samjhe Jaate Hain
اور کہیں محبتیں زندگی میں ایسی ہوتی ہے جو مانگنے پر پتا چلتا ہے کے وہ بہت ہی زیادا بدتر ہے
aur kahin Mohabbatein Jindagi Mein Aisi hoti
hai jo mangne per Pata Chalta Hai ki wo bahut jyada badtar hai
اج کے دور میں کچھ لوگ ایسے منافق ہوتے ہیں کہ ہر کسی کو گرانا چاہتے ہیں تو کچھ لوگوں کو اپنے پاؤں پر کھڑے بھی نہیں ہونے دیتے اور کچھ لوگ ایسے بھی ہوتے ہیں جو ان کو سہارا دیتے ہیں
aaj ke Daur Mein Kuch log Aise manafik Hote
Hain ke har kisi ko Gharana Chahte Hain to Kuchh Logon Ko Apne Paon per Khade
bhi nahin hone dete aur kuchh log Aise Bhi Hote Hain Jo Inko Sahara Dete Hain
اور ہماری زندگی میں کچھ آداتیں ایسی بھی ہوتی ہے جو کے نسلوں کا پتہ بھی دیتی ہیں اور انکے ماتھے پر کچھ بھی نہیں لکھا ہوتا
aur Hamari Jindagi Mein Kuchh aadaten Aisi
Bhi hoti hain Jo ke naslon Ka Pata Deti Hai aur unke Mathe per Kuchh Bhi Nahin
likha Hota
اورآج کے دور میں جو سب سے زیادا مشکل ترین کام ہے. وہ ہے اپنے کام سے کام رکھنا اور نہ ہی کسی کوبلانا
aur aaj ke Daur mein jo sabse Jyada Mushkil
tarin kam hai vah hai apne kam se kam Rakhna aur na hi Kisi Ko Bulana
اَورجوکھانے والا چمچ ہوتا ہے وہ کسی کی بھی تھالی میں چلا جائے تو وہ پلیٹ کو حالی کر دیتا ہے
aur jo khane wala chammach Hota Hai wo Kisi
Ki Bhi Thali Mein chala jaaye to wo plate ko Khali kar deta hai
آج کے دور میں کچھ لوگ ایسے ہوتے ہیں. جو کے کسی دوسرے کو کچھ بھی نہیں سمجھتے ہیں اور یہ بھی انکے دل میں ایک چھپا ہوا تکبرہوتا ہے
aaj ke Daur Mein Kuch log Aise Hote Hain Jo ki dusron ko Kuch be nahi samajhte hain aur yah Bhi inke Dil Mein Ek Chhupa Hua Ek tkaber Hota Hai
اورکچھ لوگ ایسے ہوتے ہیں گلتی بھی انہی سے ہوتی ہے۔ جو کے بہت زیادا مہنت کش ہوتے ہیں۔ اور کچھ لوگ اِتنے زیادا نکمے ہوتے ہیں۔ وہ بس دسروں کی گلتیاں نکلتے رہتے ہیں۔
aur kuchh log Aise hote hain Galti bhi inhin
Se Hoti Hai Jo ke bahut jyada mehnat kasht Hote Hain aur kuchh log itne Jyada
nakame Hote Hain wo bus dusron ki galtiyan nikaalte rahte hain
اورہم آگر بات کریں اپنی بیویوں کی تو اللہ نے ہماری بیویوں کوعزت اپنے توفے میں دی ہوتی ہے اور انکے بندو کو کمائی کرنی ہوتی ہے۔
aur ham Agar Baat Karen apni auraton ki Allah
ne Hamari biwiyon ko Izzat Apne tohfe Se Di Hui Hai aur inke bando ko kamai
Karni hoti hai
اگرآپ بہت ہی زیادا خوش حال ہے۔ تو خوش حالی کی وجہ سے آگراپ کا پیٹ کھا کھا کر بڑا ہوجاتا ہے۔ تواپ لوگ تکبرنا کریں
agar aap bahut hi jyada khushhal hai to Usi
khushhali Ki vajah se To Agar aapka pete bada ho jata hai to aap log Apne
Upar garur mat Karen
اورآج کے دورمیں کچھ لوگ ایسے ہیں جو اسلام کی بنا پر عبادت تو نہیں بلکل نفرت پھیلانے کی واجہ بنتے ہیں
aur aaj ke Daur Mein Kuchh log Aise Hoty ha
Jo ke Islam ki bna per Ibadat To Nahi bilkul Nafrat failane ke waja bante Hain
آج کا دورایک ایسے فٹنے کا دور ہے۔ کےلوگوں کو سمجھنےکی بجاے
لوگ ان پر انگلی اچھالتے ہیں۔ اور انکی پریشانی کو بھی نہیں سمجھتےا
aaj ka Daur Ek Aise fitne ka Daur hai Ke
Logon Ko samajhne ki Bajaye ine per ungali uchhalte Hain aur inke parishani ko
bhi nahin samajhte
اورکچھ لوگ اپنےآپ کو بہت ہی زیادا بدلنا چاہتے ہیں اور.کچھ لوگ ان کو طرح طرح کی باتین لگاکرمجبوراوربیچار کردیتے ہیں
aur kuchh log apne aap ko bahut hi jyada
badalna chahte hain aur kuchh log Inko Tarha Tarha ki baten Laga kar majbur aur
bechaar kar dete Hain
ایک باراپنےدل سے پوچھواگرآپ کی انسلٹ ہورہی ہوتی توآپ لوگ کیا کرتے۔ گرآپ کسی کی عزت کر رہے ہوتے تو آگلا بندہ بھی آپ کی عزت کرتا اور آپ شرمندا ہونے سے بچ جاتے ۔
Ek Bar Apne Dil Se Poochho Agar aapki
beizzati ho rahi hoti to aap log kya karte han agar aap Kisi Ki Ijjat kar rahe
Hote To Agla Banda bhi aapki Ijjat karta to aap Sharminda hone se Bach Jaate
0 Comments